DAR SE AZADI
DAR SE AZADI
JOIN THE MOVEMENT
“Is desh ki lagbhag 50% abaadi women hai. Socho… jab ek ladki awaaz uthati hai aur uske saath poore desh ki women khadi ho jaayein, tab badlav ruk nahi sakta.”
Ye Sirf Social Media Nahi Hai
Support System
Ek dusre ke liye strong support network banana hai.
Women Power
Women power ko unite karke national voice banana hai.
Youth Leadership
Young leaders create karke safety ko ground level tak le jana hai.
National Issue
Women safety ko national priority banana hai.
Pehle Apna Ghar Safe Karo
Har state ka budget hota hai. Agar sirf 5% bhi women safety par invest ho…
Sawal Puchna Shuru Karo
Jab aap vote dete ho, apne representatives se pucho:
✅ Kya CCTV kaam karta hai?
✅ Kya police response fast hai?
✅ Kya working women protected hain?
✅ Kya girls ke liye self-defense training hai?
✅ Kya aapne “Dar Se Azadi” di?
Ek Naya India Tabhi Banega
✅ Families secure feel karenge
✅ Youth united hoga
✅ Fear-free environment hoga
जरूरी सरकारी हेल्पलाइन नंबर
अगर आप किसी emergency, women safety issue, harassment, cyber crime या unsafe situation में हैं, तो तुरंत official helpline पर contact करें:
- 112 – National Emergency Helpline
- 1091 – Women Helpline
- 181 – Women Support Helpline
- Cyber Crime Portal: cybercrime.gov.in
Note: Nari Suraksha India ek private citizen-led awareness campaign hai. Emergency situation mein hamesha official government helpline ya local police se turant sampark karein.
